Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBulo C Rani
HomeBulo C Rani
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ae ri main to prem deewaani mero dard na jaane koye ae ri main to prem deewaani mero dard na jaane koye suliyon par sej humaari suliyon par sej humaari sono kis bidh hoye sono kis bidh hoye gagan mandal par sej piya ki gagan mandal par sej piya ki milan kis bidh hoye dard na jaane koye ae ri main to prem deewaani mero dard na jaane koye ae ri main to prem deewaani mero dard na jaane koye ghaayal ki gat ghaayal jaane ghaayal ki gat ghaayal jaane aur na jaane koye aur na jaane koye meera ke prabhu seer mite jab meera ke prabhu seer mite jab vaid saanwariya hoye dard na jaane koye ae ri main to prem deewaani mero dard na jaane koye ae ri main to prem deewaani mero dard na jaane koye
armaan bhara dil toot gaya taqdeer ke aansu behte hain duniya ke seetam ka afsana hum apne dil se kehte hain in chand sitaron se puchho barbaad huyi hain neenden bhi in chand sitaron se puchho barbaad huyi hain neenden bhi ye phool bane hain angare hum yaad mein jalte rehte hain jalti hai shama to raton ko jab aaye savera chain mile jalti hai shama to raton ko jab aaye savera chain mile is dil ki lagi bechain nahin din raat sulagte rehte hain sukh chain gaya dukh dard mila dil deke tadapna le baithe sukh chain gaya dukh dard mila dil deke tadapna le baithe jeene ka sahara koi nahin hum dard mein doobe rehte hain duniya ka yahi dastoor raha har pyaar bhara dil choor raha duniya ka yahi dastoor raha har pyaar bhara dil choor raha honthon pe khushi ke geet nahin ab ghum ke tarane rehte hain armaan bhara dil toot gaya taqdeer ke aansu behte hain
badariyaa aaaaa badariya baras gayi us paar badariya baras gayi us paar liye khadi hai preet gagariya liye khadi hai preet gagariya joganiya is paar badariya baras gayi us paar badariya baras gayi us paar garajan laage megh maai re naachan laage mor dheemi dheemi chamke bijariyaa dheemi dheemi chamke bijariyaa shor kare ghan ghor shor kare ghan ghor ab duniya gayi pukaar ab duniya gayi pukaar badariya baras gayi us paar bhare sarovar panchhi pyasaa kaise man samjhaun na dil jaane na dil maane kya bolun kya gaaun kya bolun kya gaaun toote veena ke taar toote veena ke taar badariya baras gayi us paar kook kook kar tu to koyaliya apna piya bulaaye soye dard jaga mat bairan yaad kisi ki aaye yaad kisi ki aaye mere soone man ke dwaar mere soone man ke dwaar badariya baras gayi us paar badariya baras gayi us paar
baharen lutaa ke nazaare dikha ke na jana mere dil ki duniya mein aa ke baharen lutaa ke nazaare dikha ke na jana mere dil ki duniya mein aa ke badi mushkilon se hai dil ko basaya hoo hoo aaa haa hmmm hmmmm badi mushkilon se hai dil ko basaya bahut kuchh ganwa ke tumhen maine paaya mujhe paas la ke ye daaman chhuda ke na jana mere dil ki duniya mein aa ke baharen lutaa ke nazare dikha ke na jana mere dil ki duniya mein aa ke kahan le chali hain muhabbat ki rahein oo ho aa ha aa ha haan kahan le chali hain muhabbat ki rahein pata khud bataati hain mil ke nigaahen nigaahen milaa ke ye masti pila ke na jana mere dil ki duniya mein aa ke bahaaren lutaa ke nazare dikha ke na jana mere dil ki duniya me aa ke meri zindgaani ki mehfil saja do oo ho aaan ha hmm hmmmmm meri zindgaani ki mehfil saja do mere pyaar ki pehle manzil suna do to manzil se aake ye mehfil saja ke na jana mere dil ki duniya mein aa ke baharen lutaa ke nazare dikha ke na jana mere dil ki duniya mein aa
dagmag dagmag dole nayyia paar lagawo to jaanu khiwayia dagmag dagmag dole nayyia paar lagawo to jaanu khiwayia chanchal chit ko moh ne ghera chanchal chit ko moh ne ghera pag pag par hai paap ka dera pag pag par hai paap ka dera laaj rakho jyo laaj rakhiyia paar lagawo to jaanu khiwayia dagmag dagmag dole nayyia paar lagawo to jaanu khiwayia chhaya charo orr andhera chhaya charo orr andhera tum bin kaun sahara mera tum bin kaun sahara mera haath pakad ke bansi bajeya paar lagawo to jaanu khiwayia dagmag dagmag dole nayyia paar lagawo to jaanu khiwayia bhakton ne tumko manaya bhajan se bhakton ne tumko manaya bhajan se main to rijhaaun tumhe aansuan se main to rijhaaun tumhe aansuan se girton ko aao uthaon kanhaiya paar lagawo to jaanu khiwayia dagmag dagmag dole nayyia paar lagawo to jaanu khiwayia
rang kaacho aur nayo khiladi rang kaacho aur nayo khiladi maari pichkari bhigoyi saari maari pichkari bhigoyi saari rang gayi ang ang sajni rang gayi ang ang sajni khilan ke din aaye re aaye re dulhan ghunghat mein sharmaye dulhan ghunghat mein sharmaye rasiya nainan beech samaye rasiya nainan beech samaye kuku kuku kar koyal bole kuku kuku kar koyal bole yauvan ke din aaye re aaye re saajan baitha tan man kho kar saajan baitha tan man kho kar chhalak raha hai roop sarovar chhalak raha hai roop sarovar pyaasi pyaasi akhiyan boli pyaasi pyaasi akhiyan boli lutan ke din aaye re aaye re
ek dil wo bhi dard ka maara aathon paher sataaye zara zara si baat pe pagla ghadi ghadi bhar aaye aye dil dekh liya aye dil dekh liya pyaar kar ke aison pe marke pyaar kar ke aison pe marke tujhko mila kya aye dil dekh liya aye dil dekh liya dukhiya dil ki haaye buri hoti hai dukhiya dil ki haaye buri hoti hai hil jaati hai saari duniya hil jaati hai saari duniya jab mohabbat roti hai tune anadi piya aye dil dekh liya aye dil dekh liya laagi kisi ki koi na jaane laagi kisi ki koi na jaane haaye ri duniya haaye zamaane haaye ri duniya haaye zamaane aur ek dil tod diya ja re anadi piya aye dil dekh liya pyaar kar ke aison pe marke pyaar kar ke aison pe marke tujhko mila kya aye dil dekh liya aye dil dekh liya
ghunghat ke pat khol re tohe piya milenge ghunghat ke pat khol re tohe piya milenge ghunghat ke pat khol reee ghat ghat mein tore sayin basat hain ghat ghat mein tore sayin basat hain katu bachan mat bol re tohe piya milenge ghunghat ke pat khol re tohe piya milenge ghunghat ke pat khol reee dhan joban ka garb na kije dhan joban ka garb na kije jhootha inka mol re tohe piya milenge ghunghat ke pat khol re tohe piya milenge ghunghat ke pat khol reee jaag jatan se rang mahal mein jaag jatan se rang mahal mein piya payo anmol re ghunghat ke pat khol re tohe piya milenge ghunghat ke pat khol reee soone mandir soone mandir diya jala ke soone mandir diya jala ke aasan se mat dol re tohe piya milenge ghunghat ke pat khol re tohe piya milenge ghunghat ke pat khol reee
hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe hai dum nikle hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe hai dum nikle bahut nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle bahut nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle nikalna khuld se nikalna khuld se aadam ka sunte aaye hain lekin bahut beaabru ho kar tere kooche se hum nikle bahut beaabru ho kar tere kooche se hum nikle muhabbat mein nahin hai fark marne aur jeene ka muhabbat mein nahin hai fark marne aur jeene ka ussi ko ussi ko dekh kar jeete hain jiska sirf dum nikle ussi ko dekh kar jeete hain jiska sirf dum nikle kahaan maikhaane ka darwaaza ghaalib kahaan maikhaane ka darwaaza ghaalib aur kahaan baayaz par itna par itna jaante hain kal wo jaata tha ki hum nikle par itna jaante hain kal wo jaata tha ki hum nikle hazaaron khwahishen aisi ki har khwahish pe dum nikle
humen to loot liya mil ke husn waalon ne kaale kaale baalon ne gore gore gaalon ne nazar mein shokhiyaan aur bachpana sharaarat mein adaayen dekh ke hum phans gaye muhabbat mein hum apni jaan se jaayenge jinki ulfat mein yakeen hai ke naa aayenge wohi maiyyat mein khuda sawaal karega agar qayamat mein to hum bhi keh denge hum loot gaye sharaafat mein humen to loot liya mil ke husn waalon ne kaale kaale baalon ne gore gore gaalon ne wahin wahin pe qayaamat ho wo jidhar jaayen jhuki jhuki huyi nazron se kaam kar jaayen tadpata chhod de raste mein aur guzar jaayen sitam to ye hai ke dil le le aur mukar jaayen samjh mein kuchh nahin aata ke hum kidhar jaayen yahi iraada hai ye keh ke hum to marr jaayen humen to loot liya mil ke husn waalon ne kaale kaale baalon ne gore gore gaalon ne wafaa ke naam pe maara hai bewafaaon ne ke dum bhi hum ko naa lene diyaa jafaaon ne khuda bhula diya inn husn ke khudaaon ne mitaa ke chhod diya ishq ki khataaon ne udaaya hosh kabhi zulf
ja parwaane jaaa jaaaa ja parwaane jaaaa kahin shama jal rahi hai kahin shama jal rahi hai ja re bhanwre jaaa jaaaa ja re bhanwre jaaaaaa kahin kali khil rahi hai kahin kali khil rahi hai ja parwaane jaaa jaaaa ja parwaane jaaa pankh kate hain parwaane ke pankh kate hain parwaane ke aur shama hai door aur shama hai door jalne ko bechain hai phir bhi jalne ko bechain hai phir bhi udne se majboor udne se majboor ja parwaane jaaa ja parwaane jaaa kahin hawa chal rahi hai kahin hawa chal rahi hai ja parwaane jaaa ja parwaane jaaa yeh to shama ki reet puraani yeh to shama ki reet puraani jal jal ke bujh jaaye jal jal ke bujh jaaye parwaane ki preet deewaani parwaane ki preet deewaani hans hans pankh jalaaye hans hans pankh jalaaye gaa deewaane gaa gaaaaa gaa deewaane gaaa kahin aankh dhal rahi hai kahin aankh dhal rahi hai jaa parwaane jaaa
jin aankhon ki neend haraam huyi un aankhon ka haal wo kya jaane jin aankhon ki neend haraam huyi un aankhon ka haal wo kya jaane kyun palkon ko ashkon se pyaar hua kyun jeena bawaal wo kya jaane kyun palkon ko ashkon se pyaar hua kyun jeena bawaal wo kya jaane kyun kaanpte honthon pe kuchh bhi nahin kyun dil mein tamanna hai sehmi huyi kyun kaanpte honthon pe kuchh bhi nahin kyun dil mein tamanna hai sehmi huyi oo o o o o o aa aa ke sataata rehta hai aa aa ke sataata rehta hai kyun unka khayaal wo kya jaane aa aa ke sataata rehta hai kyun unka khayaal wo kya jaane jin aankhon ki neend haraam huyi un aankhon ka haal wo kya jaane din chain se jinke guzarte hon aur raaten hon jinki neend bhari din chain se jinke guzarte hon aur raaten hon jinki neend bhari ik pyaar ke maare huye dil ka ik pyaar ke maare huye dil ka behaal sa haal wo kya jaane ik pyaar ke maare huye dil ka behaal sa haal wo kya jaane jin aankhon ki neend haraam huyi un aankhon ka haal wo kya jaane
kotwaal daroga apna ke ab dar kaahe ka mohe ke ab dar kaahe ka mohe kotwaal daroga apna ke ab dar kaahe ka mohe ke ab dar kaahe ka mohe ooo dhobiya re dhobiya oo dhobiya re dhobiya rang de chunariya dho de dupatta mora rang de chunariya dho de dupatta mora nahin to dharwa dungi tohe jail karwa dungi tohe kotwaal daroga apna ke ab dar kaahe ka mohe ke ab dar kaahe ka mohe ho halwayi ji ho halwayi ji teri unchi dukaan hai pheeka pakwaan hai makhiyon ka raaja hai tu yahi teri shaan hai ho halwayi ji ho halwayi ji teri unchi dukaan hai pheeka pakwaan hai makhiyon ka raaja hai tu yahi teri shaan hai mohe peda jalebi deja mohe peda jalebi deja nahin to pitwa dungi tohe kode lagwa dungi tohe kotwaal daroga apna ke ab dar kaahe ka mohe ke ab dar kaahe ka mohe o teliya re teliya o teliya re teliya sun le dafaliya paan lagaate jaana tu paan lagaate jaana nahin to phanswa dungi tohe qaid karwa dungi tohe kotwaal daroga apna ke ab dar kaahe ka mohe ke ab dar kaahe ka mohe o
main hoon deewaana bada mastaana duniya mujhe kuchh bhi kahe gaata chala dil ka taraana main hoon deewaana roop nagar ka raahi hoon main pyaar mera sarmaaya hai roop nagar ka raahi hoon main pyaar mera sarmaaya hai mere lambe safar ka saathi ek mera hi saaya hai mere lambe safar ka saathi ek mera hi saaya hai main hoon deewaana bada mastaana duniya mujhe kuchh bhi kahe gaata chala dil ka taraana main hoon deewaana udate udate pyaare panchhi iss duniya se door chale udate udate pyaare panchhi iss duniya se door chale main bhi inke sang chala hoon chaand nagar mein shaam dhale main bhi inke sang chala hoon chaand nagar mein shaam dhale main hoon deewaana bada mastaana duniya mujhe kuchh bhi kahe gaata chala dil ka taraana main hoon deewaana
main to girdhar ke ghar jaaun main to girdhar ke ghar jaaun girdhar maaro saacho pritam dekhat roop lubhaaun dekhat roop lubhaaun main to girdhar ke ghar jaaun main to girdhar ke ghar jaaun meri unki preet purani un bin kal na paaun un bin kal na paaun jahan baithave iti hi baithu jahan baithave iti hi baithu beche to bik jaauuuuun beche to bik jaaun main to girdhar ke ghar jaaun main to girdhar ke ghar jaaun main to girdhar ke ghar jaaun main to girdhar ke ghar jaaun jyo pehrawe so hi pehru jo de so hi khaun jo de so hi khaun meera ke prabhu girdhar nagar meera ke prabhu girdhar nagar baar baar bali jaauuuun baar baar bali jaaun main to main to girdhar ke ghar jaaun main to girdhar ke ghar jaaun main to girdhar ke ghar jaaun main to girdhar ke ghar jaaun
mast chaandani jhoom rahi hai naach rahi hai masti ki barsaat hai bheegi bheegi raat hai mast chaandani jhoom rahi hai naach rahi hai masti ki barsaat hai bheegi bheegi raat hai mast chaandani jhoom rahi hai naach rahi hai dil ki basti viraan hai tu man ke meet kahaan hai meri duniya aaj jawaan hai bechain papihe ke honthon par mere dil ki baat hai bheegi bheegi raat hai mast chaandani jhoom rahi hai naach rahi hai masti ki barsaat hai bheegi bheegi raat hai mast chaandani jhoom rahi hai naach rahi hai ye rut ye rangeela mausam aur birha mein tadpen hum kyun bichhad gaye ho baalam nazar mila kar nazar chura le ye bhi koi baat hai bheegi bheegi raat hai mast chaandani jhoom rahi hai naach rahi hai masti ki barsaat hai bheegi bheegi raat hai mast chaandani jhoom rahi hai naach rahi hai aaja ab dil toot na jaaye sabar ka daaman chhoot na jaaye kismat humse rooth na jaaye preet ka rog lagaane waale laaj tere haath hai preet ka rog lagaane waale laaj tere haath hai
jogi mat jaa mat jaa paaun padun main tore mat jaa mat jaa mat jaa jogi paaun padun main tore mat jaa mat jaa mat jaa prem bhakti ko panth hi nyaaro prem bhakti ko panth hi nyaaro hum ko geyaal bata ja jogi hum ko geyaal bata ja jogi chandan ki main chita rachaaun chandan ki main chita rachaaun apne haath jala ja mat jaa mat jaa mat jaa jogi paaun padun main tore mat jaa mat jaa mat jaa jal jal bhai bhasm ki dheri jal jal bhai bhasm ki dheri apne ang laga ja jogi apne ang laga ja jogi meera ke prabhu giridhar naagar meera ke prabhu giridhar naagar jyot mein jyot mila ja mat jaa mat jaa mat jaa jogi paaun padun main tore mat jaa mat jaa mat jaa jogi
na to inkaar kiya na to ikraar kiya palken jhukaa ke chupke chupke jiya maar diya maar diya ho na to inkaar kiya na to ikraar kiya palken jhukaa ke chupke chupke jiya maar diya maar diya ho laakh kinaara karo chhupo na jaao daro aah bharo na bharo naina mile laakh kinaara karo chhupo na jaao daro aah bharo na bharo naina mile prem jawaani mile aag se paani mile roop ki raani mile chain mile puchha kisi ne na ji gore munh pe waar diya waar diya ho na to inkaar kiya na to ikraar kiya palken jhukaa ke chupke chupke jiya maar diya maar diya ho aankhen hain jhuki jhuki saansen thi ruki ruki tamanna thaki thaki so gayi aankhen hain jhuki jhuki saansen thi ruki ruki tamanna thaki thaki so gayi hum samjhe umar kachchi dil bola niyat achchhi lekin mohabbat sachchi ho gayi buddhu bana ke sabko apna beda paar kiya paar kiya ho na to inkaar kiya na to ikraar kiya palken jhukaa ke chupke chupke jiya maar diya maar diya ho na to inkaar kiya na to ikraar kiya palken jhukaa ke
panghat pe more shyaam bajaaye muraliya panghat pe more shyaam bajaaye muraliya jal jamunaaaa jal jamuna pag chuman aaye jal jamuna pag chuman aaye pawan chalat ithlaaye pawan chalat ithlaaye ithlaaye ithlaaye kaliyon ne bhanwre se puchha kaliyon ne bhanwre se puchhaaaa kaun hai ye mann chhaliya kaun hai ye mann chhaliya bajaaye muraliya panghat pe more shyaam bajaaye muraliya murliii baajii ban ki gayian sab sun ne ko bhaagi sun kar kaliyaan sun kar kaliyaan bhor se pahleeee ardh nidiya se jaagi yahi raat hai yahi raat hai jab raadha ki shayam se ankhiyan laagi bholi bhali bholi bhali brij naari ka mann har lino chhaliya bajaaye muraliya panghat pe more shyaam bajaaye muraliya bajaaye muraliya
parwaanon se preet seekh le shamma se seekhen jal jaana phir duniya ko yaad rahega phir duniya ko yaad rahega tera mera afsaana parwaanon se preet seekh le shamma se seekhen jal jaana phir duniya ko yaad rahega shabnam se hum seekhenge fariyaad na karna ro lena fariyaad na karna ro lena phoolon se seekhenge hum kaanton ki nok par mit jaana phir duniya ko yaad rahega phir duniya ko yaad rahega tera mera afsaana parwaanon se preet seekh le shamma se seekhen jal jaana phir duniya ko yaad rahega bulbul ban kar janam janam main teri khoj mein gaaungi main teri khoj mein gaaungi yahi aas lekar hai jeena isi aas mein mar jaana phir duniya ko yaad rahega phir duniya ko yaad rahega tera mera afsaana parwaanon se preet seekh le shamma se seekhen jal jaana phir duniya ko yaad rahega phir duniya ko yaad rahega tera mera afsaana parwaanon se preet seekh le shamma se seekhen jal jaana
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ae Ri Main To Prem Deewaani Jogan (1950) 02:39 14361
 
Poster of Jogan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Meera Bai
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
Geeta Dutt
Duration : 02:39   Song Number : 14361   

Armaan Bhara Dil Toot Gaya Wafa (1950) 03:12 36221
 
Poster of Wafa (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Vinod, Bulo C Rani
On Screen Actors- 
Karan Diwan, Nimmi
Duration : 03:12   Song Number : 36221   

Badariya Baras Gayi Moorti (1945) 03:33 39228
 
Poster of Moorti (1945)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1945
Lyricist
Pt. Indra Chandra
Music Director- 
Bulo C Rani
On Screen Actors- 
Khursheed Bano, Motilal Oswal
Duration : 03:33   Song Number : 39228   

Baharen Lutaa Ke Anarbala (1961) 02:59 36568
 
Poster of Anarbala (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Ramesh Pandey
Music Director- 
Bulo C Rani
On Screen Actors- 
Daljit Kaur, Krishna Kumari
Duration : 02:59   Song Number : 36568   

Dagmag Dagmag Dole Jogan (1950) 03:24 13455
 
Poster of Jogan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Bulo C Rani
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:24   Song Number : 13455   

Daro Re Rang Daro Re Rasiya Jogan (1950) 03:44 19284
 
Poster of Jogan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Pandit Indra
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:44   Song Number : 19284   

Ek Dil Woh Bhi Dard Ka Mara Aabroo (1956) 03:35 19768
 
Poster of Aabroo (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:35   Song Number : 19768   

Ghunghat Ke Pat Khol Jogan (1950) 03:32 32503
 
Poster of Jogan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Meera Bai
Music Director- 
Bulo C Rani
On Screen Actors- 
Nargis
Raag- 
Jaunpuri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:32   Song Number : 32503   

Hazaaron Khwahishen Aisi C H Atma 03:17 38518
 
Poster of C H Atma
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
C H Atma
Duration : 03:17   Song Number : 38518   

Humen To Loot Liya Al-Hilal (1958) 05:49 12180
 
Poster of Al-Hilal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
Ismail Azad
On Screen Actors- 
Heera Lal, Indira, Mahipal, Ram Kumar
Duration : 05:49   Song Number : 12180   

Ja Parwane Ja Rajputani (1946) 03:21 11917
 
Poster of Rajputani (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Pandit Indra
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
Hamida Banu, Mukesh
Duration : 03:21   Song Number : 11917   

Jin Aankhon Ki Neend Jogan (1950) 03:15 13456
 
Poster of Jogan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Buta Ram Sharma
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nargis, Dileep Kumar
Duration : 03:15   Song Number : 13456   

Kotwal Daroga Apna Ke Ab Dar Kahe Darogaji (1949) 03:14 19821
 
Poster of Darogaji (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Manohar Khanna
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
Geeta Roy
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:14   Song Number : 19821   

Main Hoon Deewaana Bada Mastaana Haqdaar (1964) 03:15 32097
 
Poster of Haqdaar (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Varbartani
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Babu Raje
Duration : 03:15   Song Number : 32097   

Main To Girdhar Ke Jogan (1950) 02:28 13457
 
Poster of Jogan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Meera Bai
Music Director- 
Bulo C Rani
On Screen Actors- 
Nargis
Raag- 
Bhairavi
Duration : 02:28   Song Number : 13457   

Mast Chandni Jhoom Rahi Hai Pyar Ki Baten (1951) 03:06 38594
 
Poster of Pyar Ki Baten (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
M L Khanna
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
Geeta Dutt, Mukesh
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:06   Song Number : 38594   

Mat Jaa Mat Jaa Jogi Jogan (1950) 03:33 35953
 
Poster of Jogan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Meera Bai
Music Director- 
Bulo C Rani
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nargis
Raag- 
Bhairavi
Duration : 03:33   Song Number : 35953   

Na To Inkaar Kiya Na To Ikraar Kiya Sunehre Kadam (1966) 03:07 17641
 
Poster of Sunehre Kadam (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Bulo C Rani
Duration : 03:07   Song Number : 17641   

Panghat Pe More Shyam Bajaye Muralia Bilwamangal (1954) 04:44 16529
 
Poster of Bilwamangal (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
Ulhas
Duration : 04:44   Song Number : 16529   

Parwanon Se Preet Seekh Le Bilwamangal (1954) 03:26 40550
 
Poster of Bilwamangal (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
Suraiya
Duration : 03:26   Song Number : 40550   
Karaoke Songs of bulo c rani, Sad Songs of bulo c rani, Love Songs of bulo c rani, Dance Songs of bulo c rani, Hip-hop songs of bulo c rani, Best songs of bulo c rani, Super hit songs of bulo c rani, hit songs of bulo c rani, duet songs of bulo c rani, solo songs of bulo c rani, old songs of bulo c rani, famous songs of bulo c rani, Hindi Karaoke Songs of bulo c rani, Hindi Sad Songs of bulo c rani, Hindi Love Songs of bulo c rani, Hindi Dance Songs of bulo c rani, Hindi Hip-hop songs of bulo c rani, best Hindi songs of bulo c rani, super hit Hindi songs of bulo c rani, hit Hindi songs of bulo c rani, duet Hindi songs of bulo c rani, solo Hindi songs of bulo c rani, old Hindi songs of bulo c rani, famous Hindi songs of bulo c rani, Sing Along Songs of bulo c rani, Sing Along Sad Songs of bulo c rani, Sing Along Love Songs of bulo c rani, Sing Along Dance Songs of bulo c rani, Sing Along Hip-hop songs of bulo c rani, Sing Along Best songs of bulo c rani, Sing Along Super hit songs of bulo c rani, Sing Along hit songs of bulo c rani, Sing Along duet songs of bulo c rani, Sing Along solo songs of bulo c rani, Sing Along old songs of bulo c rani, Sing Along famous songs of bulo c rani